Sunday, December 27, 2009

3 Idiots


"AAL IZZ WELL"
This is really for every engineer...
It was well directed by Raju hirani...
Acting was superb by Amir,Sharman and Madhvan.
it remind my college days literally ...
a must watch movie ..this movie asked a question about our education system..
now a days our college only become a place for just ratta fication ....there is no qulity ..
so always try to catch Excellence and success will follow you..
Songs are really good(Jane Nahi denge Tujhe...is really heart touching song.)
I watched this movie last sunday in bangalore ...i love to watch it's again.

Tuesday, December 15, 2009

Rooth Kar Hamse kabhi

it's very nice song..
i always listen this song ..

Hindi Song: Rooth Ke Humse Kahin
Movie or Album: Jo Jeeta Wahi Sikander (1992)
Singer(s): Jatin
Music Director(s): Jatin-Lalit
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri

rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
rooth ke humse kahin

main to na chala tha do kad bhi tum bin
phir bhi mera bachpan yehi samjhe har din
chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum
chhod ke mujhe bhala ab kahan jaoge tum
ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
rooth ke humse kahin

baaton kabhi haathon se bhi maara hai tumhein
sada yehi kehki hi pukaara hai tumhein
kya kar loge mera jo bigad jaoge tum
kya kar loge mera jo bigad jaoge tum
ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
rooth ke humse kahin

dekho mere aansoo yehi karte hain pukaar
aao chale aao mere bhai mere yaar
poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum
poochne aansoo mere kya nahin aaoge tum
ye na socha tha kabhi itna yaad aaoge tum
rooth ke humse kahin jab chale jaoge tum
rooth ke humse kahin

Tune Jo na Kaha

Song that i like most ..
very cute and sad song


Tune jo na kaha, mein woh sunta rahaKhamaka bewaja khwaab buntha raha
Tune jo na kaha, mein woh sunta rahaKhamaka bewaja khwaab buntha raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazarIs shehar mein na apna tikana raha
Durr chahat se mein apni chalta rahaKhamaka bewaja khwaab buntha raha
Gar woh pehle se hai zyaada, khud se phir yeh kiya wadaKhamosh nazrein rahe bezubanHmmmm…mmm…mmmm….
Apno phele si baatein hai, bolo tho lab thar tharatein haiRaaz yeh dil ka, na ho bayaan
Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi Humsafar mein tho hai humsafar hai nayi
Durr jatha raha, paas aatha rahaKhamaka bewaja khwaab buntha raha Hmmm…mmm…mmmmm…
Aaya woh phir nazar aise, baat chidne lagi phir se Aankho mein chubtha kal ka dhuwaa Mmmm..mmm…mmm…Hal tera na hum sa hi, is khushi mein kyun gham sa hi
Basne laga kuyn phir woh jahan Woh jahan dur jisse gaye te nikal Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehal Lamha beeta huwa, dil dhukata raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha
Tune jo na kaha, mein woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is shehar mein na apna tikana raha Durr chahat se mein apni chalta raha Bhuj gayi aag thi, dhaag jalta raha